Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Anand
Home Anand
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


main tere liye main tere liye main tere liye main tere liye bhar bhar aanchal pyaar liye pyaar liye main tere liye main tere liye bhar bhar aanchal pyaar liye pyaar liye main tere liye main tere liye jis din se aankhen chaar huyin jis din se aankhen chaar huyin teri jeet huyi meri haar huyi aur taras taras kar is dil mein ye hasrat kayi kayi baar huyi ke jag ki reeti riwajon ko main tod ke aa jaun tere liye bas tere liye main tere liye bhar bhar aanchal pyaar liye pyaar liye main tere liye main tere liye kyun sard hawa yun hansti hai kyun sard hawa yun hansti hai kyun khaali dil ki basti hai wo paas bhi ho kar door hain yun ke raat bhi taane kasti hai jise chaaha toone tan mann seeee tan mann seeee jise chaaha toone tan mann se use pyaar nahin kya tere liye hai tere liye bas tere liye haan tere liye bas tere liye jeevan bhar ka pyaar liye pyaar liye main tere liye tu mere liye tere pyaar ne jeena sikhlaya tere pyaar ne jeena sikhlaya jakhmon ko seena sikhlaya ye
main zindagi ka saath nibhata chala gaya har fikr ko dhuven mein udataa chala gaya har fikr ko dhuven mein udaa barbaadiyon ka sog manana fizul tha barbaadiyon ka sog manana fizul tha manana fizul tha manana fizul tha barbaadiyon ka jashan manata chala gaya barbaadiyon ka jashan manata chala gaya har fikr ko dhuven mein udaa jo mil gaya ussi ko muqaddar samjh liya jo mil gaya ussi ko muqaddar samjh liya muqaddar samjh liya muqaddar samjh liya jo kho gaya main usko bhulata chala gaya jo kho gaya main usko bhulata chala gaya har fikr ko dhuven mein udaa ghum aur khushi mein fark naa mehsoos ho jahaan ghum aur khushi mein fark naa mehsoos ho jahaan naa mehsoos ho jahaan naa mehsoos ho jahaan main dil ko uss maqaam pe laata chala gaya main dil ko uss maqaam pe laata chala gaya main zindagi ka saath nibhata chala gaya har fikr ko dhuven mein udataa chala gaya
haath bhi jab nahin hil sake saaz bhi jab nahin paas ho maut bhi ho saamne khadi mushkil mein aur har saans ho man ke mandir mein jalti rahe geet sangeet ki aarti man ke mandir mein jalti rahe geet sangeet ki aarti mujhko vardaan de mujhko vardaan de maata saraswati maata saraswati aa aa aa aa aa aa aa geet gaane se hi to yahaan mittaa hai dard praan ka jisko kehte sangeet hum roop hai ye bhagwaan ka mujhko vardaan de mujhko vardaan de maata saraswati aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaaa haath bhi jab nahin hil sake saaz bhi jab nahin paas ho maut bhi ho saamne khadi mushkil mein aur har saans ho mujhko vardaan de mujhko vardaan de maata saraswati
mana safar hai mushkil manzil bhi door hai mana safar hai mushkil manzil bhi door hai milna zaroor tujhse milna zaroor hai milna zaroor tujhse milna zaroor hai hum majboor hain dil majboor hai hum majboor hain dil majboor hai milna zaroor tujhse milna zaroor hai milna zaroor tujhse milna zaroor hai dil se to pal bhar bhooli nahin kabhi teri yaad kahin dil se to pal bhar bhooli nahin kabhi teri yaad kahin maana hoga tune farebi mujhe mujhko hai pura yakeen mujhse to bhool huyi hoo mujhse to bhool huyi dil bekasoor hai milna zaroor tujhse milna zaroor hai milna zaroor tujhse milna zaroor hai tune to bairi piya tune to dil mera tod diya tune to bairi piya tune to dil mera tod diya birha ki suni suni raho mein mujhe kahan chhod diya ye bhi na jaana maine ye bhi na jaana maine mera kya kasoor hai milna zaroor tujhse milna zaroor hai milna zaroor tujhse milna zaroor hai roke chahe mujhko zamana saara maanunga haar nahin roke chahe mujhko zamana saara maanunga haar nahin
hmmm manmaani se hargiz na daro kabhi shaadi na karo manmaani se hargiz na daro kabhi shaadi na karo marzi hai are aaj kahin baahar khaana khaayen wo kahegi nahin sahab theek aath baje ghar waapas aa jaayen kitaab liye haath mein aap chain se baithe hain mem saab puchhengi kyun ji humse roothe hain kabhi kisi bhi naari se kar lo do baatein wo kahe inhi se hoti hain kya chhup ke mulaqaatein aji tauba bevaqufi ki hai shaadi inteha har aurat apna soche auron ki nahin parvaah kyun theek nahin kaha maine jo ji mein aaye wo karo kabhi shaadi na karo manmaani se hargiz na daro kabhi shaadi na karo zara sochiye aaraam se aap ye jeevan jee rahe hain pasand ka kha rahe pasand ka pee rahe hain achchha bhala ghar hai lekin kya karen aap se juda hai shauk begam sahab ka aate hi kahe suniye ji har cheez ko badlo pehle parde phir sofa phir apna huliya badlo aji maana tanhai se kabhi dil ghabraayega jeevan saathi ki zarurat mehsoos karaayega lekin is ghabraahat mein jo shaadi kar
marne ki duwaen kyun mangun jeene ki tamanna kaun kare kaun kare ye duniyaa ho yaa wo duniyaa ab khaahish e duniyaa kaun kare kaun kare jo aag lagaayi thi tumne ayeee ayeee ayeee jo aag lagaayi thi tumne uss ko to bhujhaya ashqon ne uss ko to bhujhaya ashqon ne jo ashqon ne bhadkaayi hai uss aag ko thanda kaun kare kaun kare uss aag ko thanda kaun kare kaun kare marne ki duwaen kyun mangun jab kashti sabit o salim thiiii jab kashti sabit o salim thiiii saahil ki tamanna kis ko thi saahil ki tamanna kis ko thi ab aisi shikasta kashti par saahil ki tamanna kaun kare kaun kare saahil ki tamanna kaun kare kaun kare marne ki duwaen kyun mangun
oooo hoooo hooo oooo hoooo hooo hooo hooo hoooo lara lala la lara lala lara lala lara lala lala oooo hoooo hooo hooo oooo hoooo hooo hooo masti mein chhed ke tarana koi dil ka aaj lootayega khazaana koi dil ka masti mein chhed ke tarana koi dil ka aaj lootayega khazaana koi dil ka pyaar behltaa nahin behlaane se pyaar behltaa nahin behlaane se lo main chaman ko chala veerane se shamma hai kab se juda parwaane se ashq thamenge nazar mil jaane se dil se milega deewana koi dil kaa aaj lootayega khazaana koi dil ka masti mein chhed ke tarana koi dil ka aaj lootayega khazaana koi dil ka mil ke wo pehle bahot sharmaayegi mil ke wo pehle bahot sharmaayegi aage badegi magar ruk jaayegi ho ke kareeb kabhi ghabraayegi aur kareeb kabhi kheench aayegi khel nahin hai manaana koi dil ka aaj lootayega khazaana koi dil ka masti mein chhed ke tarana koi dil ka aaj lootayega khazaana koi dil ka mukhde se zulf zara sarkaaunga haaye mukhde se zulf zara sarkaaunga suljhega pyaar uljh
haa badaa hi khubasurat is jagah ka har nazaaraa hai haye magar phir bhi kisi ka naam lekar dil pukaaraa hai hmm matlab jo samjhe mere sandesh ka matlab jo samjhe matlab jo samjhe mere sandesh ka is desh mein hai koi kya mere desh ka matlab samjhe jo mere sandesh ka ye chehre ye aankhen ye chehre ye aankhen badle libaas rang roop to wohi hai yaadon ki wo chhaon dhoop to wohi hai badle libaas rang roop to wohi hai yaadon ki wo chhaon dhoop to wohi hai kya faayadaa kya faayadaa phir is bhesh ka is desh mein hai koi kya mere desh ka matlab samjhe jo mere sandesh ka wo maati wo pani wo maati wo pani aa mil ke phoolon ki baatein karenge savan ke jhoolon ki baatein karenge aa mil ke phoolon ki baatein karenge savan ke jhoolon ki baatein karenge mil ke sahen mil ke sahen ye ghum paradesh ka is desh mein hai koi kya mere desh ka matlab samjhe jo mere sandesh ka
mera antar ek mandir hai tera hai tera piya mera jeevan teri pooja mera antar ek mandir hai tera hai tera piya mera jeevan teri pooja mera antar ek mandir hai tera hai tera soun yaa main jaagun subah shaam pal palchhin tujhse tujhko maangu soun yaa main jaagun subah shaam pal palchhin tujhse tujhko maangu paa ke tujhe apna bana ke tujhko hi lauta doon mera antar ek mandir hai tera hai tera piya mera jeevan teri pooja mera antar ek mandir hai tera hai tera pyaar tera doona raam jaane phir bhi kyu hai jeevan soona soona pyaar tera doona raam jaane phir bhi kyu hai jeevan soona soona kaise kahoon kaise kaise dekhoon main koi sapna mera antar ek mandir hai tera hai tera piya mera jeevan teri pooja mera antar ek mandir hai tera hai tera
mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera puri kab hogi aashaa mera mann tera mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera jab se maine dekha tujhe mera dil nahin raha mera de de apna haath mere haathon mein kya jaaye tera jab se maine dekha tujhe mera dil nahin raha mera de de apna haath mere haathon mein kya jaaye tera ab to naa todon aashaa mera mann tera mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera zindagi hai meri ek daanw tu hai haar jeet meri aise waise kaise bhi tu khel humse jaisi marzi teri zindagi hai meri ek daanw tu hai haar jeet meri aise waise kaise bhi tu khel humse jaisi marzi teri kitni hai bholi aashaa mera mann tera mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera pata nahin kaun hoon main kya hoon aur kahaan mujhe jaana apni wo kahaani jo aajaani hoke ban gayi fasaana pata nahin kaun hoon main kya hoon aur kahaan mujhe jaana apni wo kahaani jo aajaani hoke ban gayi fasaana jeevan kya hai tamaasha mera mann tera mera mann tera
heyyyyyyy dil ye kya cheez hainn aur dil ki tamanna kya haiii teer par teer chala le tujhe parwaa kya haii tere teeron mein chupe pyaar ke khazaane hain tere teeron mein chupe pyaar ke khazaane hain mere labon pe dekho aaj bhi taraane hain mere labon pe dekho aaj bhi taraane hain dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara daa dara dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara daa aur honge jinhen araam ke samaan mile apni qashti ko to sahil pe bhi tufaan mile naiya purani hai tufaan bhi purane hain naiya purani hai tufaan bhi purane hain mere labon pe dekho aaj bhi taraane hain mere labon pe dekho aaj bhi taraane hain dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara daa dara dara dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara
hooo mere liye soona soona saara jahaan soona soona hoo oo o mere liye soona soona saara jahaan soona soona mera kahin koi nahin jaaun to jaaun kahaan main kahaan main kahaan mere liye soona soona saara jahaan soona soona mera kahin koi nahin jaaun to jaaun kahaan main kahaan main kahaan chaand jaaye sooraj aaye le ke ye savera chaand jaaye sooraj aaye le ke ye savera hai meri zindagi mein har pal andhera dekhun jahaan chhaya dhuwaan jaaun to jaaun kahaan main kahaan main kahaan mere liye soona soona saara jahaan soona soona mera kahin koi nahin jaaun to jaaun kahaan main kahaan main kahaan kho ke tujhko tanha maine kaise din bitaaye kho ke tujhko tanha maine kaise din bitaaye jiske dil pe beete ye wo hi jaan paaye soun jahaan jaagun jahaan tujhe pukaarun wahaan main wahaan main wahaan mere liye soona soona saara jahaan soona soona mere liye soona soona saara jahaan soona soona mera kahin koi nahin jaaun to jaaun kahaan main kahaan main kahaan
mere peechhe ek ladki ek ladki pagli si aawaara titli si ghoom rahi hai jhoom rahi hai dil de doon issko kaise mere peechhe ek ladki ek ladki pagli si aawaara titli si ghoom rahi hai jhoom rahi hai dil de doon issko kaise mere peechhe ek ladki heyy heyyy heyy heyy heyy haaye dil ki dushman jaan ki dushman dil ki dushman jaan ki dushman ye bhi naa samjhaaye kyun saaye ki tarah ye mere peechhe peechhe aaye main ladka seedha saadha main ladka seedha saadha kya jaanun iska iraada munh se to ye kuchh na bole aankhon se bole jyaada mere peechhe ek ladki ek ladki pagli si aawaara titli si ghoom rahi hai jhoom rahi hai dil de doon issko kaise mere peechhe ek ladki haaye deewani se pyaar kare to are deewani se pyaar kare to deewane kehlaayen baahon mein aa jaaye to hum shaayad maan bhi jaayen hai mausam mast gulaabi tara rara ruru ruru ru hai mausam mast gulaabi dil kaise ho na sharabi pyaar zara sa kar le to hai iss mein kaun kharaabi mere peechhe ek ladki ek ladki pagli
mere pyale mein tu mere pyale mein sharaab daal de phir dekh tamaasha mere pyale mein tu mere pyale mein sharaab daal de phir dekh tamaasha mere pyaale mein sharaab daal de sharaab daal de mere chehre pe mere chehre pe naqaab daal de phir dekh tamaasha tu mere chehre pe tu mere chehre pe naqaab daal de phir dekh tamaasha tu mere pyaale mein hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy kya jawaani hai sirf paani hai kya jawaani hai sirf paani hai aag paani laga nahin sakta ho pyaas dil ki bujha nahin sakta to kya jawaani hai sirf paani hai tu isme thoda sa tu isme thoda sa shabaab daal de phir dekh tamaasha tu mere chehre pe naqaab daal de phir dekh tamaasha shola bhadkega dil dhadkega shola bhadkega dil dhadkega sard shola bhala kis kaam ka ye dil dhadke to dil hai bas naam ka to shola bhadkega dil dhadkega koyi aadat koyi aadat kharaab daal de phir dekh tamaasha tu mere pyale mein sharaab daal de phir dekh tamaasha donon milne de rang khilne de donon
husn ko chaand jawaani ko kanwal kehte hain koi surat nazar aaye to gazal kehte hein hodri saadri aadri aadri aadri aadri aana mil gayi mil gayi mil gayi re mujhko mohabbat mil gayi mil gayi mil gayi mil gayi re mujhko mohabbat mil gayi aakhir dukhte dil ko mere dard se phursat mil gayi mil gayi mil gayi ho mil gayi re mujhko mohabbat mil gayi gulshan ke angin phoolon mein phool sa ye albela chehra duniya bhar ke hasin chehron mein sabse alag akela chehra sabse alag akela chehra aaj wo mere saamne hai jinse tabiyat mil gayi aakhir dukhte dil ko mere dard se phursat mil gayi mil gayi mil gayi mil gayi re mujhko mohabbat mil gayi aladpan ala masti unki us par unka ye bholapan rukhsat se pehle milte ho jaise jawaani aur ladakpan jaise jawaani aur ladakpan hum hi hum hain jab se humein pyaar ki daulat mil gayi aakhir dukhte dil ko mere dard se phursat mil gayi mil gayi mil gayi mil gayi re mujhko mohabbat mil gayi usne kaha dil hai to laao hum ne kaha jaan bhi haazir
hoooo ooooo ooooo ooooo ooooo oooo oooo aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa hoooo hoooo hooooo hooooo mitwaa re mitwaa poorab naa jayi ho pachchhim naa jayi ho mere dil mein rahiyo poorab naa jayi ho pachchhim naa jayi ho mere dil mein rahiyo o mitwaaaaa mitwaa re mitwaa uttar naa jayi ho dakkhin naa jayi ho mere dil mein rahiyo mere dil mein rahiyo mere dil mein rahiyo poorab naa jayi ho pachchhim naa jayi ho mere dil mein rahiyo chaaron dishaayen pardes jaayen chaaron dishaayen pardes jaayen pardesi waapas aaye naa aaye pardesi waapas aaye naa aaye ghar se nikas ke ghar se nikas ke dhoka naa khaiyo mitwaaaaa mitwaa re mitwaa poorab naa jayi ho pachchhim naa jayi ho mere dil mein rahiyo mere dil mein rahiyo mere dil mein rahiyo iss jee mein rahiyooooooooo iss jee mein rahiyo tum jaan ban ke nainon mein rahiyo muskaan ban ke nainon mein rahiyo muskaan ban ke ankhiyon se aansoo ankhiyon se aansoo ban ke naa bahiyo poorab naa jayi ho pachchhim naa jayi ho mere dil mein
Mohabbat Isko Kahte
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm mujhe le chalo aaj phir uss gali mein jahaan pehle pehle ye dil ladkhadaaya wo duniyaa wo meri muhabbat ki duniyaa jahaan se main betaabiyaan le ke aaya mujhe le chalo jahaan so rahi hai meri zindgani jahaan chhod aaya main apni jawaani wahaan aaj bhi ek chaukhat pe taaza muhabbat ke sajdo ki hogi nishani muhabbat ke sajdo ki hogi nishani mujhe le chalo wo duniyaa jahaan uske naksh e kadam hain wahin meri khushiyaan wahin mere ghum hain main le aaungaaa khaak uss reh guzar ki ke uss reh guzar ke tasaar e se nam hain ke uss reh guzar ke tasaar e se nam hain mujhe le chalo wahaan ek rangeen chilman ke peechhe chamakta hua uska rukhsaar hoga basaa loonga aankhon mein wo roshni main yunhi kuchh ilaaz e dil e zaar hoga yunhi kuchh ilaaz e dil e zaar hoga mujhe le chalo aaaaaj phir uss gali mein jahaan pehle pehle ye dil ladkhadaaya wo duniyaa wo meri muhabbat ki duniyaa jahaan se main
kuchh pyaar kar mujhe pyaar kar aaaaaaaa mujhe pyaar kar aa nana na nana iqraar kar nana na nana na mujhe pyaar kar aa nana na nana iqraar kar nana na nana na mujhe aaj to fursat nahin kabhi phir sahi aji na na na mujhe pyaar kar aa nana na nana iqraar kar nana na nana na mujhe aaj to fursat nahin kabhi phir sahi aji na na na mujhe pyaar kar aa nana na nana iqraar kar nana na nana na mujhe jaane de na nan nan na na na mujhe jaane de na na nan na na na kal aane de na nan nan na nana na kal aane de na na nan na na na kal phir sahi par aaj bhi aankhen chaar kar aankhen chaar kar mujhe pyaar kar nana na nana na dil mein rahin baaten kayin dil mein rahin baaten kayin yun hi gayi raaten kayi yun hi gayi raaten kayi raaten na gin do chaar din intezaar kar intezaar kar mujhe pyaar kar nana na nana na marzi hai kya tu maan jaa marzi hai kya tu maan jaa kyaa maan loon naadan jaa kyaa maan loon naadan jaa zid chhod de zid chhod de zid chhod de zid chhod de sau baar kar sau
mujhko agar ijaazat ho to main ek geet sunaun mujhko agar ijaazat ho to main ek geet sunaun mehfil mein shaamil ho ke aap ka dil bahlaun mujhko agar ijaazat ho to main ek geet sunaun mehfil mein shaamil ho ke aap ka dil bahlaun hey aap ke uthe kadam yun meri aawaaz pe aa gaye kuchh sher yaad husn ke andaaz pe aap ke uthe kadam yun meri aawaaz pe aa gaye kuchh sher yaad husn ke andaaz pe mujhko agar mujhko agar ijaazat ho to aage baat badhaun mehfil mein shaamil ho ke aap ka dil bahlaun heyyyyy eeeee is maje ki raat mein chandani ka naam lun aapsa koi nahin main kisi ka naam lun hey is maje ki raat mein chandani ka naam lun aapsa koi nahin main kisi ka naam lun mujhko agar mujhko agar ijaazat ho to naam koi de jaaun mehfil mein shaamil ho ke aap ka dil bahlaun heeyy heyyy hooo ooo aap ka dil behlaun aji aap ka dil behlaun main aap ka dil behlaun han han aap ka dil
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Main Tere Liye Main Tere Liye (1988) 05:28 37520
 
Poster of Main Tere Liye (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Vijay Anand
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Suneil Anand, Meenakshi Seshadri
Duration : 05:28   Song Number : 37520   

Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya Hum Dono (1961) 03:51 20877
 
Poster of Hum Dono (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Khamaj
Duration : 03:51   Song Number : 20877   

Man Ke Mandir Mein Main Tere Liye (1988) 04:27 40788
 
Poster of Main Tere Liye (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Vijay Anand
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Anup Ghoshal
On Screen Actors- 
Suneil Anand
Duration : 04:27   Song Number : 40788   

Mana Safar Hai Mushkil Jwala Dahej Ki (1982) 05:44 16259
 
Poster of Jwala Dahej Ki (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Arun Govil, Shoma Anand
Duration : 05:44   Song Number : 16259   

Manmaani Se Hargiz Na Daro Man Pasand (1980) 03:31 39435
 
Poster of Man Pasand (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:31   Song Number : 39435   

Marne Ki Duwaen Kyun Mangun Ziddi (1948) 03:37 15747
 
Poster of Ziddi (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Prof Jazbi
Music Director- 
Khem Chandra Prakash
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:37   Song Number : 15747   

Masti Mein Chhed Ke Haqeeqat (1964) 04:24 13316
 
Poster of Haqeeqat (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vijay Anand
Duration : 04:24   Song Number : 13316   

Matlab Jo Samjhe Barood (1976) 04:30 36897
 
Poster of Barood (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Sachin Dev Verma
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shoma Anand, Rishi Kapoor, Ashok Kumar, Ajit
Duration : 04:30   Song Number : 36897   

Mera Antar Ik Mandir Tere Mere Sapne (1971) 03:41 18176
 
Poster of Tere Mere Sapne (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaz, Dev Anand
Duration : 03:41   Song Number : 18176   

Mera Mann Tera Pyaasa Gambler (1971) 04:20 18054
 
Poster of Gambler (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Shatrughan Sinha
Raag- 
Gara
Duration : 04:20   Song Number : 18054   

Mere Labon Pe Dekho Baazi (1951) 02:29 12773
 
Poster of Baazi (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 02:29   Song Number : 12773   

Mere Liye Soona Soona Anand Aur Anand (1984) 04:30 10674
 
Poster of Anand Aur Anand (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sunil Anand, Dev Anand
Duration : 04:30   Song Number : 10674   

Mere Peechhe Ek Ladki Banarsi Babu (1973) 04:03 17943
 
Poster of Banarsi Babu (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Rakhi
Duration : 04:03   Song Number : 17943   

Mere Pyale Mein Sharab Amir Garib (1974) 04:26 19792
 
Poster of Amir Garib (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Dev Anand, Prem Nath
Duration : 04:26   Song Number : 19792   

Mil Gayi Mil Gayi Pyar Mohabbat (1966) 05:55 15603
 
Poster of Pyar Mohabbat (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Saira Banu
Duration : 05:55   Song Number : 15603   

Mitwa Re Mitwa Pankaj Udhas 04:42 18502
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Laxmikant - Pyarelal
Singer- 
Pankaj Udhas
On Screen Actors- 
Vikas Anand, Danny
Duration : 04:42   Song Number : 18502   

Mohabbat Isko Kehte Hain Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961) 05:03 39752
 
Poster of Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 05:03   Song Number : 39752   

Mujhe Le Chalo Aaj Phir Sharabi (1964) 06:20 14230
 
Poster of Sharabi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 06:20   Song Number : 14230   

Mujhe Pyaar Kar Prem Shastra (1974) 04:54 31543
 
Poster of Prem Shastra (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zeenat Aman
Duration : 04:54   Song Number : 31543   

Mujhko Agar Ijaazat Ho Ishq Ishq Ishq (1974) 04:44 36898
 
Poster of Ishq Ishq Ishq (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zeenat Aman
Duration : 04:44   Song Number : 36898   
Karaoke Songs of Anand, Sad Songs of Anand, Love Songs of Anand, Dance Songs of Anand, Hip-hop songs of Anand, Best songs of Anand, Super hit songs of Anand, hit songs of Anand, duet songs of Anand, solo songs of Anand, old songs of Anand, famous songs of Anand, Hindi Karaoke Songs of Anand, Hindi Sad Songs of Anand, Hindi Love Songs of Anand, Hindi Dance Songs of Anand, Hindi Hip-hop songs of Anand, best Hindi songs of Anand, super hit Hindi songs of Anand, hit Hindi songs of Anand, duet Hindi songs of Anand, solo Hindi songs of Anand, old Hindi songs of Anand, famous Hindi songs of Anand, Sing Along Songs of Anand, Sing Along Sad Songs of Anand, Sing Along Love Songs of Anand, Sing Along Dance Songs of Anand, Sing Along Hip-hop songs of Anand, Sing Along Best songs of Anand, Sing Along Super hit songs of Anand, Sing Along hit songs of Anand, Sing Along duet songs of Anand, Sing Along solo songs of Anand, Sing Along old songs of Anand, Sing Along famous songs of Anand